Messages In This Digest (2 Messages)
- 1a.
- Re: Reply of Dinesh Dhyani ji's Mail From: Ashok Pokhriyal
- 2a.
- Re: upliftment of uttarakhand From: Ashok Pokhriyal
Messages
- 1a.
-
Re: Reply of Dinesh Dhyani ji's Mail
Posted by: "Ashok Pokhriyal" ashok.pokhriyal@yahoo.com
Mon May 5, 2008 2:23 am (PDT)
kala ji,
bahut aamcha laga aapka jawab padh kar dhanyawad.. khushi hui ki
aap garhwali seekhne ka prayas kar rahe hain....mere se aap
insperation le sakte hain maine bhee aise he prayas se seekha tha
aur aaj kaafee aache khasee bol leta hun....ha ha ha ...waise
aapse mulakat kab hogi??
jahan tak kaligad main experiment karne ka sawal hai..main to
sadew tatpar hoon...umeed karta hun june main lautne par aap
logon ke saath kaligaad ka daura jaroor karunga jo durbhagyawash
nahee kar paya abhee tak....mere pass kuch idea hain main unko
gaoon walon ke sath bantna chahta hun....
dubara dhanyawad
Ashok
--- On Fri, 5/2/08, deepak kala <deepak_kala123@yahoo.co. >in
wrote:
From: deepak kala <deepak_kala123@yahoo.co. >in
Subject: Re: [Foundation SHURWAAT] Reply of Dinesh Dhyani ji's
Mail
To: foundation_shurwaat@yahoogroups. com
Date: Friday, May 2, 2008, 2:48 PM
Ashok ji aap ki pratikriya ka tahe dil se swagat hi. actually
apni mother tonge ko bolene ke liye mai bhi pryas kar raha hun,
kyonki meri mata ji aur pitaji done apni bhasha mai bolte hai par
unohone kabhi jor nahi diya ki hum log bhi bole. Par es bhasha ke
na aane ka ehass mere ander jara der se jaag tha par ab mai pure
pryas se esko sikhne mai laga hun kaffi positive comments mil
rehe hai... dusra apne likha hai ki aap fal aur ayurvedic ke
chhetre mai kuch pryas kar rahe hai... aap se anurodh hai ki
kaligarh gram sabha mai kuch experiments kare jo un logo ki
income ko badane mai madad kare.... aur aapke pryaso mai jo
sahayat humse ho sakegi hum karne ko tyar hai.... so we are
waiting for experimental PLAN. for Team Foundation Shurwaat
Deepak Kala
Ashok Pokhriyal <ashok.pokhriyal@ yahoo.com> wrote:
Namaskar Doston, Kala ji aapne sahee kaha ki jo bacche
schooling karne ke bad na to aage ki padhai karte hai aur na koi
dhang ka kam wo sharab jaisee buri lat main aasani se pad jate
hain aur hum logon ko is disha main kaam karna hai ki unko sahee
padhai ka awsar mile aur fir kaam bhi apne hi gaon main...ek baar
jab apne hi chetr main kam ka mauka milege to buri aadten bhi
chootengi anewali peedhi ki.... main aapki is baat se sahmat
nahee hoon ki agar aapki schooling aapke home town main nahee hui
to language nahi janoge...maine kabhee paharon main nahee padha
aur hum main se kaiyon ne nahee padha hoga lekin main gharwali
main kafi fluent hun aur most probably aap main se kai....ye sab
depend karta hai..... ye bhi sahee hai ki agar ek aadmi aapne
future ke bare main he sure nahee hai to wo serious problems ke
bare main kya sochega..... aur hum log kalagad main isi disha
main kaam kar rahe hain...aur bhagwan ne chaha to jaldi hi badlaw
aayega.... each of us has some ideas to implement... .and with
our collective effeorts we'll succeed... mera idea paharon ki
fal aur ayurvedic podhon ki madad se employment generation main
hai....jis par main kaam kar raha hun.... namaskar Ashok
--- On Thu, 5/1/08, deepak kala <deepak_kala123@ yahoo.co. in>
wrote:
From: deepak kala <deepak_kala123@ yahoo.co. in>
Subject: [Foundation SHURWAAT] Reply of Dinesh Dhyani ji's Mail
To: foundation_shurwaat @yahoogroups. com
Date: Thursday, May 1, 2008, 5:50 PM
Dear D.Dhyani ji, Thanks for your concern & bringing some
points in our notice.... These all problems are related to a
young man means a person who passed his schooling & having some
responsibility in his village. A person who is not getting a
proper education in his home town then he will never remember his
tradition & culture, If the person is not done his basic
schooling on his home town, he never does understand his
language. After passing his schooling the person is not having
the worked then defiantly he will use his spare time in Alcohol &
other bad activity. If the person is not aware about his own
future then how can he will think about other series problems of
his areas (Water Harvesting)? My AIM behind to tell all this
thing is that these all things related to our
children’s (Students) who is the FOUNDATION of our
state, so we have a mission to give the right dose on right time
to make BIG TREE, so please join us, you will be seen that after
a time period your all ideas will be converting in a realistic
approach. So join us we are with you to give the full frame of
your ideas...... For Team Foundation Shurwaat, Deepak Kala
dinesh dhyani <dineshdhyani@ hotmail.com> wrote:
Hello!
Dhyani ji you are doing well job, keep it up. there are some
points you are aware about these but i would like to repoint out
before you that:
1. there should be cultural and lenguistic policy
2. we should work for increasing of Garhwali/Kumaoni languages
also
3. there are many problem with whom people are effected directy
as wine is one of them. we should work for to stop wine supply in
uttarakhand.
4. water Harbsting and water management programmes are necessary.
there are many suggestions and ideas hope you will take it
positive. you team is very dedicated and hardworking team you
will some somethings special i hope.
my best wishes are always with you.
thanks
yours
dinesh
Share files, take polls, and make new friends - all under one
roof. Click here.
<http://in.rd.yahoo.com/ >tagline_groups_ 8/*http:/ /in.promos. yahoo.\
com/groups/
Be a better friend, newshound, and know-it-all with Yahoo!
Mobile. Try it now.
<http://us.rd.yahoo.com/ >evt=51733/ *http://mobile. yahoo.com/ ;_ylt=\
Ahu06i62sR8HDtDypao8Wcj9tAcJ
Bollywood, fun, friendship, sports and more. You name it, we have
it.
<http://in.rd.yahoo.com/ >tagline_groups_ 1/*http:/ /in.promos. yahoo.\
com/groups/bestofyahoo/
Be a better friend, newshound, and know-it-all with Yahoo!
Mobile. Try it now.
<http://us.rd.yahoo.com/ >evt=51733/ *http://mobile. yahoo.com/ ;_ylt=\
Ahu06i62sR8HDtDypao8Wcj9tAcJ
- 2a.
-
Re: upliftment of uttarakhand
Posted by: "Ashok Pokhriyal" ashok.pokhriyal@yahoo.com
Mon May 5, 2008 2:24 am (PDT)
Namaskar Dinesh ji,
Aap himachal se uttrakhand ka comparision bilkul sateek hai....
hamare ilakon main logon ne kheti lagbhag chod diya hai....kafi
matra main khali jameen uplabdh hai...thodi mehnat,planning aur
sarkari sahayata se falon ke baag lag sakte hain....
ek udahran dena cahta hun...mere gaon ke ilake main jo ki
1000-1500 meter ki unchai par hai aur pani ki aachee suvidha
nahee hai , wahan main anaar ke baag vikshit karne ki koshis kar
raha hun taki gaoonwalon ko dikha sakoon ki ye posible hai...anar
kafi sakth jaan pear hota hai jisko jyada pani ki jaroorat nahee
hoti...main iske liye water harvesting ka bhee plan kar raha hun
jo main umeed kar raha hun ki is monsoon main main poora kar
longa fir main aap logon ke sath apna experience share
karoonga....
comments
dhanyawad
Ashok
--- On Sat, 5/3/08, Dinesh <dkdindia@yahoo.co.in > wrote:
From: Dinesh <dkdindia@yahoo.co.in >
Subject: [Foundation SHURWAAT] upliftment of uttarakhand
To: foundation_shurwaat@yahoogroups. com
Date: Saturday, May 3, 2008, 2:21 PM
Dear friends,
Mai ap logon ka dhyan hamare paharon ki vegitation ki
taraf kheenchna chahata hoon. Himachal Pradesh bhi hamare paharon
ki
tarah hi saman height par hai aur apni fruit crops ke karan is
waqt
kafi unnat hai. agar hamare ilake ke logon ko bhi ilake ke
climate ki
sahi jaankari dekar unko fruit production me pra shikshit kiya
jaye to
mai samajhta hoon ki waha par bhi ek harit kranti ki ummeed ki ja
sakti hai.
ap sabhi logon se os bare me suggetion amntrit hain?
jaise ki himachal me akhront, apple aur baki fruit ho sakte hain
waise
hi hamare yahan bhi sab paida ho sakta hai kewal jaroorat hai
jara si
shiksha ki aur mehnat ki.
Regards
Dinesh
Be a better friend, newshound, and know-it-all with Yahoo!
Mobile. Try it now.
<http://us.rd.yahoo.com/ >evt=51733/ *http://mobile. yahoo.com/ ;_ylt=\
Ahu06i62sR8HDtDypao8Wcj9tAcJ
Need to Reply?
Click one of the "Reply" links to respond to a specific message in the Daily Digest.
Bank details of FOUNDATION SHURWAAT
Bank Name : AXIS BANK
A/c Number : 296010100033646
A/c Name : FOUNDATION SHURWAAT
Branch : Mayur Vihar Phase - II, Delhi
Bank Name : AXIS BANK
A/c Number : 296010100033646
A/c Name : FOUNDATION SHURWAAT
Branch : Mayur Vihar Phase - II, Delhi

Change settings via the Web (Yahoo! ID required)
Change settings via email: Switch delivery to Individual | Switch format to Traditional
Visit Your Group | Yahoo! Groups Terms of Use | Unsubscribe
No comments:
Post a Comment